:: Birthday Status In Hindi :: | :: Birthday Shayari In Hindi ::



Aap wo phool ho jo gulshan mein nahin khilte,
Par jis pe aasmaan ke farishte bhi fakr hai karte,
Aap ki zindagi hadd se zyada kimti hain,
Janam din aap hamesha mnaye yu hi hanste hanste.

Janamdin Mubarak...


Thofa Mai Tujhe Aaj Mera Dil Hi Deta Hu,
Yeh Hasin Mauka Gawana Nahi Chata Hu,
Apne Dil Ki Baat Tumhare Samne Batlata Hu,
Aur Tumhare Janam Din Ki Shubh Kamnae Deta Hu.
HAPPY BIRTHDAY...


Main likh du tumhari umar chand sitaaro se,
Janamdin manau main phoolo se baharo se,
Har ek khoobsurti duniya se main lekar aau,
Mehfil ye sajaau main har haseen najaro se...

Happy Birthday My Dear


Tohfa-e-dil de doon ya de doon chand taare,
Janam din pe tuje kya du ye puche mujhse saare,
Zindagi tere naam kar doon toh bhi kam hain,
Daman me bhar du har pal khushiya me tumhare...

Wish u a very Happy Birthday


Aasman ki bulndiyo par naam ho aapka,
Chand ki darti par mukam ho aapka,
Hum to rahte hai choti si duniya me,
Par kuda kare sara jhan ho aapka...


Dua Mile Bando Se Khushiyan Mile Jag Se,
Sath Mile Apno Se Rehmat Mile Rab Se,
Zindagi Me Aap Ko Be Panah Pyar Mile,
Kush Rahe Aap Duniya Mein Ziyda Sub Se...


Khuda Buri Nazar Se Bachaye Aap Ko,
Chand Sitaron Se Sajaye Aap Ko,
Ghum Kya Hota Hai Ye Aap Bhool Hi Jao,
Khuda Zindagi Mai Itna Hasaye Aap Ko...


Meri Dua Hai K Khush Raho Tum,
Mile Na Koi Ghum Jahan Bhi Raho Tum,


Samandar Ki Tarah Dil Hai Gehra Tera,
Khushioun Sa Bhara Rahe Daman Tera,


Tum Jo Kaho Woh Har Khawahish Poori Ho Tumhari,
Khuda Se Bus Yahi Dua Hai Hamari,


Tohfa Kya Doon Tumhain Duaoun K Siwa,
K Khuda Rahe Tum Se Raazi Sadaa.


Ugta Hua Suraj Dua De Aapko,
Khilta Hua Phool Khushbu De Aapko,
Hum To Kuch Dene Ke Kabil Nahi Hai
Dene Wala Hazaar Khushiyan De Aapko...


Tumhari is ada pe kya jawab du,
Apne yaar ko kya tohfa du,
Koi acha sa phool hota to mangwata maali se,
Jo khud gulab hai usko kya gulab du...


Yeh din yeh mahina yeh tareekh jab jab aayi,
Hum ne kitne pyar se janam din ki mehfil sajaayi,
Har shamaa par naam likh diya dosti ka,
Iss ki roshni mein chand jaisi teri surat hai samaayi...

Yahi dua karta hu khuda se,
Aapki zindigi mein koi Gam na ho,
Janamdin per mile hazaro khusiyan,
Chahe unme shaamil hum na ho...


Hamari to dua hai, koi gila nahi,
Wo gulaab jo aaj tak khila nahi,
Aaj ke din aapko wo sab kuch mile,
Jo aaj tak kisi ko kabhi mila nahi.


Phulon ne amrit ka jaam bheja hai,
Taaron ne gagan se salam bheja hai,
Khushiyon bhari ho jindgi aapki,
Yahe dil se humne paigam bheja hai...


Phool khilte rahein zindgi ki raah mein,
Hansi chamakti rahe aapki nigaah mein.
Kadam kadam par mile khushi ki bahar aapko,
Dil deta hai yehi dua baar-baar aapko...


Muskan aapke hontho se kahi jaye nahi,
Aansu aapke palkon pe kabhi aaye nahi,
Pura ho aapka har khwaab,
Aur jo pura na ho wo khwab kabhi aaye nahi...


Tamnnaon se bhari ho jindgi,
Kawahishon se bhara ho har pal,
Daaman bhi chhota lagne lage,
Itni khushiyan de aapko aane wala kal...


Khuda na kare aapko koi gham ho,
Aur sirf khushiyan aur hansi mile.
Gham jab bhi badh chale aapki aur,
Khuda kare raaste me use pehle hum mile...


Tamanna karte ho aap jin khushiyoun ki,
Woh khushiyan aapke kadmon mein ho,
Ishwar aapko woh sab haqiqat mein de,
Jo socha aapne sapnon mein ho...


Har khushi khushi mange aapse,
Jindagi jinda dili mange aapse,
Ujala ho mukaddar me aapke itna,
Ki chand bhi roshni mange aapse...


Sitaron se aage bhi koi jahan hoga,
Jahan ke saare nazaron ki kasam,
Aapse pyaara wahan bhi na hoga...


Sajti rahe khushiyon ki mehfil,
Har Khushi suhani rahe,
Aap zindgi mein itne khush rahe,
Ki har khushi aapki diwani rahe...


Ugata hua suraj dua de aapko,
Khilta hua phool khushboo de aapko,
Main to kuchh bhi de nahi sakta,
Dene wala lambi umar de aapko...


Tohfa-e-Dil de du ya de du chand tare,
Janam din pe tujhe kya du ye puchhe mujhse sare,
Zindgi tere naam kar du bhi to kam hai…
Daaman me bhar du har pal khushi ke main tumhare....


Apko ashirwad mile badon se,
Sahyog mile chhoton se,
Khushiyan mile jag se, Pyar mile sab se,
Daulat mile rab se, Yahi dua hai DIL SE...


Khushiyon ka ek sansar leke aayenge,
Patjhad mein bhi bahaar leke aayenge,
Jab bhi pukar lenge aap dil se,
Jindgi se saanse udhar leke aayenge...


Har din se pyara lagta hai hame ye khaas din,
Hum jise bitana nahi chahte aap bin,
Vaise to dil deta hai sada hi dua apko,
Phir bhi kehte hai mubarak ho Janmdin apko...


Suraj roshni le kar aaya ..
Aur chidiyon ne gaana gaaya,
Phoolon ne hans hans kar bola ..
Mubaraq ho tumhara janam din aaya...

*Happy Birthday*


Har lamha apke hothon pe muskan rahe,
Har ghum se aap anjaan rahen,
Jiske sath mehak uthe aapki zindgi,
Hamsha aapke pass woh insan rahe...


Us din khuda ne bhi jashn manaya hoga,
Jis din apko apne hathon se banaya hoga,
Usne bhi bahaye honge aansu,
Jis din apko yahan bhej ker,
Khud ko akela paya hoga...


Agar yaad tumko na rahe apna janamdin,
Check karte rahna yunhi apne mobile ke inbox hardin,
Main kabhi na bhuloonga apne yaar ka janamdin,
Chahe woh ho mera akhiri din,
Aapko zaroor mera yeh msg milega,
Jispe likha hoga mubarak ho aapko aapka jamdin...
Happy Happy Birthday to you,


Tere jaise dost duniya mein hote hain bahut few,
Chhote se mere is dil mein only hai tu,
Jeeta rahe jo saalon saal woh ped woh tu,
Yeh khuda se dua hai meri only for you,
Happy Birthday once again to you,
Yeh special message hai just for you...


Phoolon ki sugandh se sugandhit ho jeevan tumhara,
Taron ki chamak se sammilit ho jeevan tumhara,
Umr aapki ho suraj jaisi,
Yaad rakhe jise hamesha duniya,
Janmdin mein aap mehfil sajayein aap aisi,
Shubh din ye aaye aapke jeevan mein hazaar baar,
Aur hum aapko Janmdin Mubarak kehte rahein har baar...


Aa teri umar main likh doon chand sitaron se,
Tera janam din main manau phoolon se baharon se,
Har ek khoobsurti dunia se main le aau,
Sajaun ko yeh mehfil main har haseen nazaron se...


ost tu hai mera sabse nyara,
Tujhe mubarak ho tera janmdin yaara,
Mere bhi na nazar lage tujhe
Kabhi udaas na ho tere yeh chehra jo bada hai pyara...


Har kadam aapke hothon pe hansi ho,
Haar pal aapke dil me khushi ho,
Sitare bhi zameen par aakar aapko gherle,
Aisi chand ke tarah chamakti aapki zindagi ho...


Khuda kaise karoon shukriya iss din ke liye,
Jis duniye tumhe dharti pe bheja hamare liye,
Naa jaane kyon main intezaar kar raha tha,
Shayad janmdin hai tumhara iss liye,
Meri har ek dua hai teri lambi umr ke liye,
Dil khud jaanta hai tu na ho dhadkega kis k liye...


Ayi Hai Subhah Wo Roshani Leke,
Jaise Naye Josh Ki Nayi Kiran Chamke,
Vishwas Ki Lau Sada jalake Rakhana,
Degi andheron mein rasta diya banke...

Happy Birtday


Baar baar yeh din aaye,
baar baar yeh dil gaaye,
tu jiye hazaro saal,
yehi hai meri aarzoo,

Happy B’day To You...


Har raah aasan ho,
Har raah pe khushiya ho,
Har din khubsoorat ho,
Aisa hi poora jivan ho,
Yahi har din meri dua ho,
Aisa hi tumhara har janamdin ho...


Ae Khuda Mere Yaar Ka Daman Khusiyon Se Saza De,
Uske Janamdin Par Usi Ki Koi Raza De,
Dar Par Tere Aunga Har Saal,
Ki Usko Gile Ki Na Koi Wajah De...


Ae Khuda Mere Yaar Ka Daman Khusiyon Se Saza De,
Uske Janamdin Par Usi Ki Koi Raza De,
Dar Par Tere Aunga Har Saal,
Ki Usko Gile Ki Na Koi Wajah De...


Ae Khuda Mere Yaar Ka Daman Khusiyon Se Saza De,
Uske Janamdin Par Usi Ki Koi Raza De,
Dar Par Tere Aunga Har Saal,
Ki Usko Gile Ki Na Koi Wajah De...


Na gila karata hoon,
na shikwa karata hoon,
tum salamaat raho bas
yahi dua karata hoon...


Ye din ye maheena ye tarikh jab jab aayi,
hum ne kitane pyaar se janm din ki mahfil sajayi,
har shama par naam likh diya dosti ka,
is ki roshani me chand jaisy tery surat samai..

B'day ki Badhayi


Hum aapke janamdin par dete hain yeh dua,
Hum aur tum milkar, honge kabhi na juda,
Jivan bhar sath denge apna he ye vaada,
Tuj par apni jaan bhi denge, apna he ye irada...


Ho puri dil ki har khwahish aapki,
Aur mile khushiyon ka jahan aapko,
Jab agar aap mange aasma ka ek tara,
To bhagwan dede sara aasma aapko.

*Happy Birth Day*


Har din se pyaara lagta hai hamein yeh khaas din,
Jisse bitana nahin chaahte hum aap bin,
Vaise toh dil deta hai sadaa hi Dua aapko,
Phir bhi kehte hai mubarak ho aapko yeh janamdin...


Happy Birthday

Yahi dua karta hu khuda se,
aapki zindigi mein koi Gam na ho,
Janamdin per mile hazaro khusiyan,
chahe unme shaamil hum na ho...


ost tu hai mera sabse nyara,
Tujhe mubarak ho tera janmdin yaara,
Mere bhi na nazar lage tujhe,
Kabhi udaas na ho tere yeh chehra jo bada hai pyara...